BARISH..


Mausam aaj hua suhana,
Tap tap karti boonde or jhumta shama,
Sar sar karti hawa or jhumte ped,
Badlo ka garjana,
Rah rah kar kadkati bijali,
Kuch hua aisa musam,
Mor pankh faila nachne lagge.
Aur pagal mann yuhin masti main dubane lagi,
barkha aayi, purva bahi, sab dhulne laga,
Aur yeh mann bhi nikhra hua,
Kuch udass, kuch khush sa,
Apne khaylo main khone laga,


Main bhi khone lagi..
Apne mai hone lagi.

Bundo ke padate ehasaon se,
Mann bwanra ho nachane laga,
Barish ki padati bochar ne,
Phir se bacpan ko jaga diya,
Bachpan! 
Jo chut gaya hai tha,
Kahin bahut piche!
na jane kahan kho gaya tha,
Tede mede raho main,
Aaj maine hoon uske bahon mai,
Mausam hua aaj suhana,
Bhiga bhiga sa,
nikhra hua sa,
Main khone lagi in fizon main,
Khud ko pane lagi main,
Phir se!!


  

Comments