ANSU'




Har ashq bahe unke liye,
Har aah niqali unke liye
Jor se chaha rona, 
Par labo par muskhraht hai sazzi,
Roj kahte!  
Na yaad karenge unko,
Yaad hai ki jaati hi nahin,
Bhulane ki khosish hoti hai roj,
Par yaad woh aa jate hain,
Naa chaha thha unhe khona,
Par kismat me likha thha,
Aur kuch hona,
Milne se phele alvida kah diya,
Aur khud ko dard main maine fana kar diya
Ab toh yeh dard jaye nahi jata hai,
Anshu ke bahane or yaad dila jata hai,
Abb rona bhi cahe agar jor se,
Par rulai bhi hickiyion badal jati hai,
Aur kahti hai dekh koi tuhje abhi,
"Yaad" karte hai..

Comments